Matlabi Yariyan Lyrics
Kyon bich mein ye diwaarein hain
Badhane lagi ye daraarein hain
Hai wajah.. Kuch wajah
Ye dooriyon ke ishaarein hain
Samndar mein doobe kinaarein hai
Har jagah.. Har jagah
Soyein nazar mein
Sau dard jaage
Bikharti gayi main
Jode jode dhaage
Haariyaan, yaara matlabi thi teri yariyan
Haariyan, yaara matlabi thi teri yariyan
Yariyaan, yaara matlabi thi teri yariyan
Ishq me thi kitni khamiyaan
Bas mili hai badnaamiyaan
Haan, ishq me thi kitni khamiyaan
Bas mili hai badnaamiyaan
Dil ke mushafir ne dekhi hai
Har pal nakamiyaan
Saare khwaab tootein
Aankhon ke aage
Bikharti gayi main
Jode jode dhaage
Haariyaan, yaara matlabi thi teri yariyan
Haariyan, yaara matlabi thi teri yariyan
Yaariyaan, yaara matlabi thi teri yariyan
Jhooti sajana ki yaari
Jhooti thi wo daave-daari
Jhooti nikali dilon ki saudebaziyaan
Jhooti sajana ki yaari
Jhooti thi wo daave-daari
Jhooti nikali dilon ki saudebaziyaan
Aaa..
Yaara matlabi thi teri yariyan
Yariyan, yaara matlabi thi teri yariyan
Haariyaan, yaara matlabi thi teri yariyan